“Jeenewale Kaza Se Darte Hain” Song Details:
| Album/Label: | Shabnam (2005) |
| Singer(s): | Bhupinder Singh |
| Composer(s): | Bhupinder Singh |
| Music Director(s): | Bhupinder Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Universal Music |
| Starring: | Bhupinder Singh |
| Release on: | 22nd March, 2005 |
Jeenewale kaza se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Jeenewale kaza se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Tujhko aawaz de ye tob koan
Hum khud apni sadda se darte hain
Jeenewale kaza se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Jahido ko kisi ka khoaf nahi
Sirf kaali ghata se darte hain
Jahido ko kisi ka khoaf nahi
Sirf kaali ghata se darte hain
Aap jo kuchh kahe humen manjur
Lekin bande khuda se darte hain
Aap jo kuchh kahe humen manjur
Lekin bande khuda se darte hain
Jeenewale kaza se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Shamma aur aashiyaan ki fikar nahi
Hum to moje hawa se darte hain
Shamma aur aashiyaan ki fikar nahi
Hum to moje hawa se darte hain
Dushmano ke sitam ka khoaf nahi
Dosto ki wafa se darte hain
Dushmano ke sitam ka khoaf nahi
Dosto ki wafa se darte hain
Jeenewale kaza se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain
Zeher pee kar dawa se darte hain.


