Jeevan Ke Madhuban Mein Lyrics

Jeevan Ke Madhuban Mein Lyrics Lyrics

“Jeevan Ke Madhuban Mein” Song Details:

Movie: Door Door Paas Paas (1987)
Singer(s): Suresh Wadkar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Shyam Sagar
Music Director(s): Shyam Sagar
Genre(s): Romantic
Director(s): Darshan Laad
Music Label: © Saregama
Starring: Nilesh Malhotra, Anita Sarin, Pradeep Saxena

Jeevan ke madhuban mein
Jeevan ke madhuban mein
Jaane kitane phool khile hain
Ek tum ho nazar mein
Tum tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho
Tum tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho

Kaajal se ye ghataye
Ye rang udaaye
O kaajal se ye ghataye
Ye rang udaaye
Aachal se hawaye
Khusboo ye churaye
Yahi khusboo sansoo mein basi
Jeene ka nasha jeene ki khushi
Jeevan ke safar mein tum
Tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho
Tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho

Aa chandan se din
Mere meri raat chanmayi
Chandan se din mere
Meri raat chanmayi
Tumhen paake zindagi to
Ik geet bangayi
Hogi na koi dusari
Itani hasi khwabo ki pari
Sapno ke saher mein tum
Tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho
Tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho

Jeevan ke madhuban mein
Jaane kitane phool khile hain
Ek tum ho nazar mein
Tum tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho
Tum tum ho tum tum ho tum
Tum hi ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top