Jeevan Ki Kitabo Lyrics

“Jeevan Ki Kitabo” Song Details:

Movie: Amavas Ka Chand
Singer(s): Haimanti Sukla
Lyricist(s): B. Prasad
Composer(s): Bahadur Khan
Music Director(s): Bahadur Khan
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama

Jeevan ki kitabo par jo bhi likho
Kuch bhi na rahega

Zindagi ek dariya
Behta hai behta hai
Behta hi rahega
Zindagi ek khawab hai
Khawab nahi to
Hakikat bhi nahi
Khusbu ki tamnna hai
Pehle kanto se lado
Phoolo se nahi
Phoolo ki mahek se
Apne ko behlane vale
Khilte phool bhate hai
Murjhane par kya hoga

Aa aa aa
Meri mahek mein
Saaj cheadte hai
Geet bajte hai pair thirkte hai
Duniya ki daulat barasti hai
Jab mera husn pigalta hai
Husn ko benakab karne vale
Tera kadam ladkhadaya hai
Ladkhadata rahega
Jeevan ki kitabo per jo bhi likho
Kuch bhi na rahega.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top