Jeevan Mein Ho Pyar Lyrics

Jeevan Mein Ho Pyar Lyrics Lyrics

“Jeevan Mein Ho Pyar” Song Details:

Movie: Sanjay (1995)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Lyricist(s): Faaiz Anwar
Composer(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Music Director(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Shahrukh Sultan
Music Label: © Venus Records
Starring: Ayub Khan, Sakshi Shivanand, Goga Kapoor, Mukesh Rishi, Paresh Rawal, Shakti Kapoor, Sadashiv Amrapurkar, Anchana, Latika Shukla, Jassi Singh,
Release on: 1st January, 1970

Jeevan mein ho pyar to
Jeene ka maza aaye
Jeevan mein ho pyar to
Jeene ka maza aaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye

Premi jaha rahetein hain
Faraj use kahete
Premi o ke dil mein
Jarne premke bahetein
Aankhon mein tyohaar tyohaar
Sapane laheraye
Aankhon mein tyohaar tyohaar
Sapane laheraye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye

Jab se tujhe paya
Jeena mujhe aaya
Dhakano ke saaj par
Dil ne ye geet gaaya
Maangithi duaa sanam
Tu mujhe mil jaaye
Maangithi duaa sanam
Tu mujhe mil jaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye

Naache yaha bachpan
Jhoome ye ghar aangan
Hum tum dada dadi
Bhaiya bhabhi se maheke ghulshan
Rishton ki ye dor kabhi tut nahi paaye
Rishton ki ye dor kabhi tut nahi paaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye
Khushiyo ne rang bharein hai
Jhoom ke dil gaaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top