“Jigar Ke Ghaav Ko” Song Details:
| Movie: | Abhagin (1938) |
| Singer(s): | Kamala Jharia |
| Lyricist(s): | Arzoo Lakhnavi |
| Composer(s): | Rai Chand Boral |
| Music Director(s): | Rai Chand Boral |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Prafulla Roy |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Molina Devi, Prithviraj Kapoor, Vijay Kumar, Nemo, Vikram Kapoor, Devbala, Manorama, Hashmat, Menaka Devi, Nazma, Rajyalakshmi, Pankaj Mullick |
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai
Aa aa aa aa
Magar hai phool maalik
Ab bhala lagta hai
Daali mein aa aa aa
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai
Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai
Aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush kar ke jo khush ho
Aa aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush ka ke jo khush ho o o
Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai.


