Jis Mehfil Mein Aata Hoon Lyrics

Jis Mehfil Mein Aata Hoon Lyrics Lyrics

“Jis Mehfil Mein Aata Hoon” Song Details:

Movie: Duty (1986)
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Ramesh Pant
Composer(s): Babla Mehta
Music Director(s): Babla Mehta
Genre(s): Dance, Masti
Director(s): Ravikant Nagaich
Music Label: © T-Series
Starring: Govinda, Anuradha Patel, Huma Khan, Anupam Kher, Rakesh Bedi, Aroon Bakshi, Kirti Kumar
Release on: 26th June, 1986

Jis mehfil mein aata hoon
Aate hi chha jata hoon
Jis mehfil mein aata hoon
Aate hi chha jata hoon
Nachta hoon gata hoon
Nachta hoon gata hoon
Sabka dil bahlata hoon,
Hey hey hey ho ho
Jis mehfil mein aata hoon
Aate hi chha jata hoon
Nachta hoon gata hoon
Nachta hoon gata hoon
Sabka dil bahlata hoon

Ye kya mere aate hi
Sab ho gaye khamosh
Dhadak raha tha
Ab tak jo kaha gaya vo josh
Ye kya mere aate hi
Sab ho gaye khamosh
Dhadak raha tha
Ab tak jo kaha gaya vo josh
Aise latke cheharo ko
Agar dekh main pata hoon
Nachta hoon gata hoon
Nachta hoon gata hoon
Sabka dil bahlata hoon

Kha ke pike moz
Karo karo kisi se pyar
Mera to paigam hain
Yahi sabhi ko yaar
Kha ke pike moz karo
Karo kisi se pyar
Mera to paigam hain
Yahi sabhi ko yaar
Arey nachta hoon gata hoon
Nachta hoon gata hoon
Sabka dil bahlata hoon

Hey jo bhi tere log hain
Kam pure karte
Mujhe dekh kar bhagte
Mujhse hain darte
Jo bhi tere log hain
Kam pure karte
Mujhe dekh kar bhagte
Mujhse hain darte
Marte dam tak na bhule
Aisa shbak sikhata hoon
Nachta hoon gata hoon
Nachta hoon gata hoon
Sabka dil bahlata hoon,
Hey hey hey ho ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top