Jiya Beimaan Lyrics

Jiya Beimaan Lyrics Lyrics

“Jiya Beimaan” Song Details:

Movie: Do Dil
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Govind Ram
Music Director(s): Govind Ram
Genre(s): Playful
Director(s): Jagdish Sethi
Music Label: © Saregama
Starring: Karan Dewan, Motilal, Badri Prasad, Gulab, Suraiya

Jiya beimaan jiya beimaan
Bas mein paraaye hai
Ghadi ghadi bhar bhar aaye hai
Jiya beimaan

Meethe meethe bol bol bol ke
Jiyaa ko bas mein kiya
Meethe meethe bol bol bol ke
Jiyaa ko bas mein kiya
Waah re mere mann baawre
Waah re mere mann baawre
Sukh de ke dukh liyaa
Sukh de ke dukh liyaa
Ab pal pal karey haay haaye hai
Jiya beimaan jiya beimaan
Bas mein paraaye hai
Ghadi ghadi bhar bhar aaye hai
Jiya beimaan

O o nain ki naao banaaun
Tumko bithaaun main
O o nain ki naao banaaun
Tumko bithaaun main
Dil ke panghat ki
Sair karaaun main
Dil ke panghat ki
Sair karaaun main aao bhi
Chale bhi aao aao bhi
Chale bhi aao
Haaye jiyaa jaaye hai
Ghadi ghadi bhar bhar aaye hai
Jiya beimaan jiya beimaan
Bas mein paraaye hai
Ghadi ghadi bhar bhar aaye hai
Jiya beimaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top