Jo Ankhon Mein Lyrics

Jo Ankhon Mein Lyrics Lyrics

“Jo Ankhon Mein” Song Details:

Album/Label: Raag Neela
Singer(s): Aaroh (Band)
Lyricist(s): Aaroh (Band)
Composer(s): Aaroh (Band)
Music Director(s): Aaroh (Band)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Release on: 15th December, 2006

Jo ankhon mein aansoo na hotey
Jo ankhon mein aansoo na hotey
Dhanak rooh mein jagmagati kahan
Jo kaanton mein ghir ker na rehti
Jo kaanton mein ghir ker na rehti
To dil ki kali muskuraati kahan
Jo ankhon mein aansoo na hotey
Jo ankhon mein aansoo na hotey

Tammana luti bojh dil ka giya
Luta ghar to jaisey qaraar aa giya
Tammana luti bojh dil ka giya
Luta ghar to jaisey qaraar aa giya
Udaasi jo sangat na kerti
Udaasi jo sangat na kerti
To phir khamoshi gungunati kahan
Jo ankhon mein aansoo na hotey
Jo ankhon mein aansoo na hotey

Raha jab na baaqi koi raasta
To milney lagey manzilon ke nishan
Raha jab na baaqi koi raasta
To milney lagey manzilon ke nishan
Andhera jo phaila na hota
Andhera jo phaila na hota
Kiran roshni ki samaati kahan

Jo ankhon mein aansoo na hotey
Jo ankhon mein aansoo na hotey
Dhanak rooh mein jagmagati kahan
Jo kaanton mein ghir ker na rehti
Jo kaanton mein ghir ker na rehti
To dil ki kali muskuraati kahan
Jo ankhon mein aansoo na hotey
Jo ankhon mein aansoo na hotey.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top