Jo Chahat Ki Angdai Mein Lyrics

Jo Chahat Ki Angdai Mein Lyrics Lyrics

“Jo Chahat Ki Angdai Mein” Song Details:

Album/Label: Justaju: Search (2005)
Singer(s): Vijay Malla
Composer(s): Vijay Malla
Music Director(s): Vijay Malla
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music, Decca Label
Starring: Vijay Malla

Humnashee hum nafas
Woh raajdaar chhod chale
Dhadkano mein basne waale
Pal mein naata todne chale

Jo chahat ki angdai mein
Sagar jaisi gehraai mein
Saath chale jo hum raahi
Chhod gaye tanhaai mein
Jo chahat ki angdai mein
Sagar jaisi gehraai mein
Saath chale jo hum raahi
Chhod gaye tanhaai mein
Chhod gaye tanhaai mein

Bhatak rahe hain hum wahan
Naahi manzil na nishaan
Bhatak rahe hain hum wahan
Naahi manzil na nishaan
Unka karam hain unki nawajish
Iss meri rushwaai mein
Chhod gaye tanhaai mein
Jo chahat ki angdai mein
Sagar jaisi gehraai mein
Saath chale jo hum raahi
Chhod gaye tanhaai mein
Chhod gaye tanhaai mein

Unki soorat aankhon mein
Base jo meri saanso mein
Unki soorat aankhon mein
Base jo meri saanso mein
Dard ka nagma ghoonj raha hain
Khushiyon ki sehnaai mein
Chhod gaye tanhaai mein
Jo chahat ki angdai mein
Sagar jaisi gehraai mein
Saath chale jo hum raahi
Chhod gaye tanhaai mein
Chhod gaye tanhaai mein

Dil ka dard mitta jaao
Saawan aaya aa jaao
Dil ka dard mitta jaao
Saawan aaya aa jaao
Dil deewana ghoom raha hain
Yaado ki purwaai mein
Chhod gaye tanhaai mein
Jo chahat ki angdai mein
Sagar jaisi gehraai mein
Saath chale jo hum raahi
Chhod gaye tanhaai mein
Chhod gaye tanhaai mein.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top