Jo Pyar Kar Gaye Lyrics

Jo Pyar Kar Gaye Lyrics Lyrics

“Jo Pyar Kar Gaye” Song Details:

Movie: Junoon
Singer(s): Kumar Sanu
Lyricist(s): Santosh Anand
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Sad
Director(s): Mahesh Bhatt
Music Label: © T-series
Starring: Rahul Roy, Avinash Wadhawan, Pooja Bhatt, Tom Alter, Homi Wadia, Avtar Gill, Roma Manik
Release on: 18th September, 1992

Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they
Dil mein utar gaye
Dil mein utar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they

Gulshan ke phool phool par
Shabnam ki bund se
Gulshan ke phool phool par
Shabnam ki bund se
Hasakar bikhar gaye
Woh log aur they
Hasakar bikhar gaye
Woh log aur they
Dil mein utar gaye
Dil mein utar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they

Marate rahenge hum pe
Woh jine ki chaah mein
Marate rahenge hum pe
Woh jine ki chaah mein
Kehkar mukhar gaye
Woh log aur they
Kehkar mukhar gaye
Woh log aur they
Dil mein utar gaye
Dil mein utar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they

Woh husn ke gurur mein
Parada kiye rahe
Woh husn ke gurur mein
Parada kiye rahe
Jo dar badar gaye
Woh log aur they
Jo dar badar gaye
Woh log aur they
Dil mein utar gaye
Dil mein utar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they

Haathon mein
Haath baandhake
Santosh reh gayaa
Haathon mein
Haath baandhake
Santosh reh gayaa
Kuchh kar gujar gaye
Woh log aur they
Kuchh kar gujar gaye
Woh log aur they
Dil mein utar gaye
Dil mein utar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they
Jo pyaar kar gaye
Woh log aur they.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top