Jo Tum Badle Jahan Badla Lyrics

Jo Tum Badle Jahan Badla Lyrics Lyrics

“Jo Tum Badle Jahan Badla” Song Details:

Movie: Naach (1949)
Singer(s): Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Mulkraj Bhakri
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Sad
Director(s): Ravindra Dave
Music Label: © Saregama
Starring: Shyam Kumar, Suraiya, Omprakash, Shayama Gulam, Shyama, Raj Mehra, Gulab, Sofia

Ishq mein mehrumiya
Nakamiya barbadiya
Meri kismat mein jo likha hai
Mujhe malum hai
Jo tum badle jaha badle
Nazar badli zamane ki
Jo tum badle jaha badle
Nazar badli zamane ki
Ye aansoo char baki hai
Nishani dil lagane ki
Jo tum badle jaha badle

Ujadna isko kahte hai
Bigadna isko kahte hai
Ke natin ke rahe na
Sakh ka bhi ashiyane ki
Jo tum badle jaha badle
Nazar badli zamane ki
Jo tum badle jaha badle
Nazar badli zamane ki
Ye aansoo char baki hai
Nishani dil lagane ki
Jo tum badle jaha badle

Zara ruk ja o mere aansoo o
Bahne se ruk jao
Abhi to ibtida hai
Mere gham ke fasane ki
Jo tum badle jaha badla
Nazar badli zamane ki
Jo tum badle jaha badle
Nazar badli zamane ki
Ye aansoo char baki hai
Nishani dil lagane ki
Jo tum badle jaha badle.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top