Julfon Ko Aap Yun Na Lyrics

Julfon Ko Aap Yun Na Lyrics Lyrics

“Julfon Ko Aap Yun Na” Song Details:

Movie: Chandan Ka Palna
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Romantic
Director(s): Ismail Memon
Music Label: © Saregama

Julfon ko aap yun na sawaara karo
Ishq warna kisi din behek jaayega
Najaro se aap yun na ishaara karo
Husn warana kisi din behek jaayega
Najaro se aap yun na ishaara karo

Jahaan bhi jab bhi najar aate ho
Gajab karate ho sitam dhaate ho
Toh kaun kehata hai ke aap
Chhup chhupake najaara karo
Toh kaun kehata hai ke aap
Chhup chhupake najaara karo
Julfon ko aap yun na sawaara karo
Ishq warna kisi din behek jaayega
Najaro se aap yun na ishaara karo

Tumhaare liye toh mohabbat hogi
Hamaare liye woh kayaamat hogi
Jo pyaar karna hai toh ranj
Bhi khushi se gawaara karo
Jo pyaar karna hai toh ranj
Bhi khushi se gawaara karo
Najaro se aap yun na ishaara karo
Husn warana kisi din behek jaayega
Julfon ko aap yun na sawaara karo

Ye halat dekho hui jati hai na chain
Aata hai na hay na nind aati hai
Jo haal hai tumhaara woh
Haal na hamaara khudaara karo
Jo haal hai tumhaara woh
Haal na hamaara khudaara karo
Julfon ko aap yun na sawaara karo
Ishq warna kisi din behek jaayega
Najaro se aap yun na ishaara karo
Husn warana kisi din behek jaayega
Julfon ko aap yun na sawaara karo.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top