Kaaga Mera Ek Kaam Karna Lyrics

Kaaga Mera Ek Kaam Karna Lyrics Lyrics

“Kaaga Mera Ek Kaam Karna” Song Details:

Movie: Prem Vivah (1979)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Basu Chatterjee
Music Label: © Saregama
Starring: Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami, Utpal Dutt, Asha Parekh, Deven Verma

Kaaga aa aa aa mera ek kaam karna
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam kee gali se tu guzarna
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam kee gali se tu guzarna
Kaaga mera ek kaam karna

Main jo kahoon tujh se ae
Woh kehna unhen jaake ae
Main jo kahoon tujh se ae
Woh kehna unhen jaake
Woh jo kahen tujh se
Woh kehna mujhe aake
Jaldi jaana jaldi aana
Unke jawaab pe hai
Mujhe jeena marna
Kaaga mera ek kaam karna

Kya kya kehna hai
Thehar yaad kar leti hoon
Kya kya kehna hai
Thehar yaad kar leti hoon
Bhool na jaaye tu
Main chitthi likh leti hoon
Chup hi rehna
Kuchh na kehna
Unse main darti hoon
Tu bhi unse darna aa
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam ke gali se tu guzarna
Kaaga aa aa aa mera ek kaam karna.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top