“Kab Kahan Se” Song Details:
| Movie: | Drishyam: Visuals Can Be Deceptive (2015) |
| Singer(s): | Krishnakumar Kunnath (K.K) |
| Lyricist(s): | Gulzar |
| Composer(s): | Vishal Bhardwaj |
| Music Director(s): | Vishal Bhardwaj |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Nishikant Kamat |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Ajay Devgn, Shriya Saran, Tabu, Rajat Kapoor, Ishita Dutta, Prathmesh Parab |
| Release on: | 31st July, 2015 |
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Bas ki main zindagi se darta hun
Bas ki main zindagi se darta hun
Maut ka kya hai ek baar maaregi
Pechhe se jab koi aawaz de
Andhere mein jab koi panchhi ude
Main darta hun main darta hun
Paani mein jab roz suraj bujhe
Darta hun andhere ki aankh se
Hairaan hun zindagi se
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Kya pataa kab kahan se maaregi zindagi
Bas ki main zindagi se darta hun
Bas ki main zindagi se darta hun
Maut ka kya hai ek baar maaregi.


