Kahan Chali Chham Se Lyrics

Kahan Chali Chham Se Lyrics Lyrics

“Kahan Chali Chham Se” Song Details:

Movie: Mr. India (1961)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Jan Nisar Akhtar
Composer(s): G.S. Kohli
Music Director(s): G.S. Kohli
Genre(s): Romantic
Director(s): G.P. Sippy
Music Label: © Saregama
Starring: Feroz Khan, Geeta Bali, I.S.Johar, Helen

Kaha chali cham se
Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke jo hal
Ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kaha chali cham se

Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke

Galo pe ye lali hai
Ya aag laga li hai
Galo pe ye lali hai
Ya aag laga li hai
Aisi waisi aag nahi
Jal jaye tu na kahi
Aisi waisi aag nahi
Jal jaye tu na kahi
Kaha chali cham se

Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke

Ye nain lutere hai
Tere hai na mere hai
Ye nain lutere hai
Tere hai na mere hai
Tikhe tikhe naina mile
Ab kaise chain mile
Tikhe tikhe naina mile
Ab kaise chain mile
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kaha chali cham se


Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu main to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top