Kaheen Behti Hui Lyrics

Kaheen Behti Hui Lyrics Lyrics

“Kaheen Behti Hui” Song Details:

Movie: The Buckingham Murders
Singer(s): Rashmeet Kaur
Lyricist(s): Niren Bhatt
Composer(s): Karan Kulkarni
Music Director(s): Karan Kulkarni
Genre(s): Sad
Director(s): Hansal Mehta
Music Label: © BalajiMotionPictures
Starring: Kareena Kapoor Khan, Keith Allen, Ranveer Brar
Release on: 13th October, 2024

Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai
Kabhi Kehti Nahi Jo Bate Sunani Hai
Rehti Ye Anjani Hai
Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai

Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai
Kabhi Kehti Nahi Jo Bate Sunani Hai

Koi Khushi Ki Chaah Mein
Ye Zindagaani Hai
Seene Mein Jo Hai Goonjati
Ye Be-zubaani Hai
Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai

Saaye Me Ye Kaun Hai
Mai to Nahi Kaun Hai
Khalti Hai Harpal Mujhe
Jiski Kami Kaun Hai


Bhooli Si Woh Yaad Hai
Jo Aasmani Hai
Koi Khushi Ki Chaah Mein
Ye Zindagaani Hai

Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai
Kabhi Kehti Nahi Jo Bate Sunani Hai

Kaheen Behti Hui Ye Meri Kahani Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top