Kahin Bin Aag Jaley Lyrics

Kahin Bin Aag Jaley Lyrics Lyrics

“Kahin Bin Aag Jaley” Song Details:

Movie: Baghi (1953)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Anant Thakur
Music Label: © Saregama
Starring: Ranjan, Naseem Banu, Pran, Mukri, Anwar Hussain, Shammi, B.M. Vyas

Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Bheegi bheegi raaten
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Marne ka armaan
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top