Kahin Kahin Se Har Chehra Lyrics

Kahin Kahin Se Har Chehra Lyrics Lyrics

“Kahin Kahin Se Har Chehra” Song Details:

Album/Label: Dil Kahin Hosh Kahin (2006)
Singer(s): Asha Bhosle, Jagjit Singh, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Muqtida Hasan Nida Fazli
Composer(s): Aadesh Shrivastava
Music Director(s): Aadesh Shrivastava
Genre(s): Romantic
Music Label: © Universal Music
Starring: Riya sen, Raima Sen

Kahin kahin se har chehra
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai, aisa lagta hai
Oh ho oh oh oh ho

Aisa bhi ek rang hai
Mm mm mm oh oh
Aisa bhee ek rang hai
Jo karta hai baate bhi
Jo bhee isko pehn le
Woh apna sa lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai, aisa lagta hai

Sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa aah
Re re re re re ma
Ma pa ga, ga ma re, re ga sa

Aur toh sab kuchh thik hai lekin
Aur toh sab kuchh thik hai lekin
Kabhee kabhee yunhee
Chalta phirta shaher
Achanak, achanak tanha lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai, aisa lagta hai

Abhi yun milte hain
Humse phul chamelee
Jaise inse apna koyee
Jaise inse apna koyee
Rishta lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhul naa payenge ham
Aisa lagta hai, aisa lagta hai
Oh ho aah aah aah oh ho.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top