Kahne Ka Raaz Hai Lyrics

Kahne Ka Raaz Hai Lyrics Lyrics

“Kahne Ka Raaz Hai” Song Details:

Movie: Milap
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Naqsh Lyallpuri
Composer(s): Brij Bhushan Sahni
Music Director(s): Brij Bhushan Sahni
Genre(s): Love
Director(s): B.R. Ishara
Music Label: © Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Reena Roy, Danny Denzongpa, Manmohan, Jagdeep, Sarita
Release on: 12th September, 1972

Kahne ka raaz hai na
Batane ki bat hai
Aye dil sambhal ke
Pyar chhupane ki bat hai
Kahne ka raz hai na
Batane ki bat hai
Aye dil sambhal ke
Pyar chhupane ki bat hai
Aye dil sambhal
Aye dil sambhal

Dekhi thi uski ek
Jhalak sapno ki rah me
Sapno ki rah me
Jab se haya ka rang hai
Meri nigah me
Meri nigah me
Ye aaj ki nahi
Jamane ki bat hai
Kahne ka raz hai na
Batane ki bat hai
Aye dil sambhal ke
Pyar chhupane ki bat hai
Aye dil sambhal
Aye dil sambhal

Jhoka hawa ka jhum ke
Aachal uda gaya
Aachal uda gaya
Mahsus ye hua ki wo
Chupke se aa gaya
Chupke se aa gaya
Tanhayiyo ko jisko
Bulane ki bat hai
Kahne ka raz hai na
Batane ki bat hai
Aye dil sambhal ke
Pyar chhupane ki bat hai
Aye dil sambhal
Aye dil sambhal

Chahe juba se mai use
Kuchh bhi na kah saku
Kuchh bhi na kah saku
Wo aaye mere samne
Mai dekhti rahu
Mai dekhti rahu
Aanhko se dil ki pyas
Bujhane ki bat hai
Kahne ka raz hai na
Batane ki bat hai
Aye dil sambhal ke
Pyar chhupane ki bat hai
Aye dil sambhal
Aye dil sambhal.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top