Kai Aise Bhi Ansu Lyrics

Kai Aise Bhi Ansu Lyrics Lyrics

“Kai Aise Bhi Ansu” Song Details:

Movie: Gul Sanobar (1953)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Kaif Irfani
Composer(s): Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s): Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s): Sad
Director(s): Aspi Irani
Music Label: © Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Shyama, Agha, Rajni, Jillo, Kailash, Habib, Shakur

Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate

Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Hazaro dard aise
Hai kasak jinki nahi jati
Kasak jinki nahi jati
Bahut se jakham aise
Hai jo dikhlaye nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate

Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Ye kaise geet hai aye
Dil jo gaye bhi nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top