“Kasam Se Rang Main Mehfil Ka” Song Details:
| Movie: | Hisaab Khoon Ka (1989) |
| Singer(s): | Sarika Kapoor, Shabbir Kumar, Vinod Rathod |
| Lyricist(s): | Anwar Sagar |
| Composer(s): | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Music Director(s): | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Genre(s): | Dance |
| Director(s): | Surendra Mohan |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Mithun Chakraborty, Raj Babbar, Mandakini, Poonam Dhillon, Satish Shah, Saeed Jaffrey, Amrish Puri |
| Release on: | 20th July, 1989 |
Kasam se rang mehfil ka
Main jham dunga
Ke main bhe cheez kyaa hoon
Ye sabko dikha dunga
Sabko dikha dunga
Kasam se rang mehfil ka
Main jham dunga
Ke main bhe cheez kyaa hoon
Ye sabko dikha dunga
Sabko dikha dunga
Dekho dekho aaye kahan
Se ye dono deewane
Kaun hain ye kyaa jaanu
Pyar lage hain jatane
Kasam se rang mehfil ka
Main jham dunga
Ke main bhe cheez kyaa hoon
Ye sabko dikha dunga
Sabko dikha dunga
Jab jab mein naachu to
Kirane bhi thirka kare
Dariya mein saagar mein
Lehare bhi nacha karein
Hey hey ho ho unn
Haan jab jab mein naachu to
Naache hazaron ke dil
Jab jab mein naachu to
Naache sitaron ke til
Kasam se rang mehfil ka
Main jham dunga
Haan main bhe cheez kyaa hoon
Ye sabko dikha dunga
Sabko dikha dunga
Sang ho haseena toh
Mehfil mere hath hain
Sang ho jawaani toh
Duniya mere saath hain
Chelenj mein naachu to
Koi aaye saamne
Are nachu toh duniya
Lage kaleje rakhe saamne hey
Hey kasam se rang mehfil ka
Main jham dunga
Ke main bhe cheez kyaa hoon
Ye sabko dikha dunga
Sabko dikha dunga haan.


