“Kaun Hai Beta Kaun Hai Mata” Song Details:
| Movie: | Balyogi Upmanyu (1958) |
| Singer(s): | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
| Lyricist(s): | Bharat Vyas |
| Composer(s): | Chitragupta Shrivastava |
| Music Director(s): | Chitragupta Shrivastava |
| Genre(s): | Kids |
| Director(s): | Harsukh Jagneshwar Bhatt |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Vinod Kumar, Sulochana Pandit, Shalini, Jeevan, Madan Puri, Kanhaiya Lal, Mohan Choti, Lalita Pawar |
Kaun hai beta kaun hai mata
Kaun hai beta kaun hai mata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata
Kaum pita hai kaun hai data
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata
Upar ujala bhitar kala
Ye duniya makdi ka jala
Upar ujala bhitar kala
Ye duniya makdi ka jala
Ulajh ulajh kar rah jata jo
Ulajh ulajh kar rah jata jo
In taro mein ghar hai banata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata
Man ki tarishna mit nahi paye
Jo jug bhaye badhti jaye
Man ki tarishna mit nahi paye
Jo jug bhaye badhti jaye
Yoga amrit ka ek hi pyala
Yoga amrit ka ek hi pyala
Janam janam ki pyas bujhata
Chhod de balak jag se nata
Kaun hai beta kaun hai mata
Chhod de balak jag se nata
Chhod de balak jag se nata.


