Keh Ke Bhi Na Aaye Lyrics

Keh Ke Bhi Na Aaye Lyrics Lyrics

“Keh Ke Bhi Na Aaye” Song Details:

Movie: Safar (1946)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Gopal Singh Nepali
Composer(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s): Sad
Director(s): Bibhuti Mitra
Music Label: © Saregama

Keh ke bhi na aaye tum
Ab chhupane lage taare
Dil le ke tumhi jite
Dil de ke humi haare

Hum aas kiye jaate
Tum paas nahi aate
Jana tha chale jaate
Milane to chale aate
Keh ke bhi na aaye tum,
Ab chhupane lage taare
Dil le ke tumhi jite
Dil de ke humi haare

Humne tha tumhe mana
Tumne hi na pahchana
Jab hona tha begana
Tab kyu kiya deewana
Keh ke bhi na aaye tum
Ab chhupane lage taare
Dil le ke tumhi jite
Dil de ke humi haare

Sunsaan huyi galiya
Sab sukh gayi kaliya
Ab beet chali ghadiya
Par jaag rahi ankhiya
Keh ke bhi na aaye tum
Ab chhupane lage taare
Dil le ke tumhi jite
Dil de ke humi haare.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top