Khaamosh Zindagi Ko Lyrics

Khaamosh Zindagi Ko Lyrics Lyrics

“Khaamosh Zindagi Ko” Song Details:

Movie: Dil-E-Nadan (1953)
Singer(s): Jagjeet Kaur
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Ghulam Mohammad
Music Director(s): Ghulam Mohammad
Genre(s): Playful
Director(s): Abdul Rashid Kardar
Music Label: © Saregama
Starring: Talat Mahmood, Shyama, Shyam Kumar, Dewan Sharar, Ramesh, S.N. Banerjee, Master Romi, Peace Kanwal, A.L. Ramesh, Agha Miraz, Miss Firoza
Release on: 16th June, 1953

Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa
Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Dil mein khumaari
Aankh mein masti jubaan pe geet hon
Masti jubaan pe geet hon
Deewaangi mein kaun
Ye deewaana mil gayaa
Aji deewaana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Kahta hai dil ke hosh
Mein aane ke din gaye
Aane ke din gaye
Aayi bahaar peechhe se
Paimaana mil gayaa
Aji paimaana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Laayaa hai koi mere liye
Dil ki dhadkanen
Dil ki dhadkanen
Nazron ke chaar hote hi
Nazraana mil gayaa
Aji nazraana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa
Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top