Khanton Ki Chuban Paayi Lyrics

Khanton Ki Chuban Paayi Lyrics Lyrics

“Khanton Ki Chuban Paayi” Song Details:

Album/Label: Desires (1994)
Singer(s): Chitra Singh (Chitra Dutta)
Lyricist(s): Saba Afghani
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Starring: Jagjit Singh

Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi
Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi
Dil dard ke mausam mein roya bhi hasa bhi
Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi

Aane ka sabab yaad na jaane ki khabar hai
Aane ka sabab yaad na jaane ki khabar hai
Wo dil mein raha aur use tod gaya bhi
Dil dard ke mausam mein roya bhi hasa bhi
Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi

Har ek se manzil ka pata puch raha hai
Har ek se manzil ka pata puch raha hai
Gumrah mere sath hua rahnuma bhi
Dil dard ke mausam mein roya bhi hasa bhi
Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi

Gumnam kabhi apno se jo gham huye hasil
Gumnam kabhi apno se jo gham huye hasil
Kuch yaad rahe unme to kuch bhul gaya bhi
Dil dard ke mausam mein roya bhi hasa bhi
Khanton ki chuban paayi phoolo ka maza bhi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top