Khatm Karo Tum Silsila Lyrics

Khatm Karo Tum Silsila Lyrics Lyrics

“Khatm Karo Tum Silsila” Song Details:

Album/Label: Aap Ki Dillagi
Singer(s): Suresh Wadkar
Composer(s): Mayuresh Pai
Music Director(s): Mayuresh Pai
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Times Music
Release on: 28th February, 2008

Khatm karo tum silsila
Barso ki hairaani ka
Tum kuchh to anjaam batao
Meri prem kahani ka
Khatm karo tum silsila
Barso ki hairaani ka
Tum kuchh to anjaam batao
Meri prem kahani ka

Jaane kis ne phenk diya tha
Kanakar jadu ka usme
Jaane kis ne phenk diya tha
Kanakar jadu ka usme
Maine rang badlte dekha
Pal pal jheel ke paani ka
Khatm karo tum silsila
Barso ki hairaani ka
Tum kuchh to anjaam batao
Meri prem kahani ka

Jharne mein bhi hogi hasrat
Behate behate rukne ki
Jharne mein bhi hogi hasrat
Behate behate rukne ki
Patthar mien bhi hota hoga
Jazbaa tez rawani ka
Khatm karo tum silsila
Barso ki hairaani ka
Tum kuchh to anjaam batao
Meri prem kahani ka

Ek zamana tha jab tum par
Naaz bahut main karta tha
Ek zamana tha jab tum par
Naaz bahut main karta tha
Aaj mujhe kissa lagti ho
Tum meri nadaani ka
Khatm karo tum silsila
Barso ki hairaani ka
Tum kuchh to anjaam batao
Meri prem kahani ka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top