Khayal O Khwaab Hua Lyrics

“Khayal O Khwaab Hua” Song Details:

Album/Label: Talaash (2014)
Singer(s): Ghanshyam Vaswani
Composer(s): Ghanshyam Vaswani
Music Director(s): Ghanshyam Vaswani
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Worldwide Records
Release on: 11th August, 2014

Khayal o khwaab hua kahan laau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use
Woh fasla hai ke sdiyon chalu to paau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use

Woh sangdil hai to wo jaane bewafa main bhi
Woh sangdil hai to wo jaane bewafa main bhi
Main bhool jaau to mumkin hai yad aau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use

Meri garib mohabbat ke paas kuchh bhi nahi
Meri garib mohabbat ke paas kuchh bhi nahi
Woh khwaab dekh raha ho to kya jagaau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use

Woh yun mila ki bichhad ka ab sawal nahi
Woh yun mila ki bichhad ka ab sawal nahi
Main kya bahana banakar gale lagaau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use
Woh fasla hai ke sdiyon chalu to paau use
Khayal o khwaab hua kahan laau use.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top