Khub Ho Yaa Khoobsurat Ho Lyrics

Khub Ho Yaa Khoobsurat Ho Lyrics Lyrics

“Khub Ho Yaa Khoobsurat Ho” Song Details:

Movie: Hum Tum Dushman Dushman (2015)
Singer(s): Sam
Lyricist(s): Iqbal Durrani
Composer(s): Sahil Rayyan
Music Director(s): Sahil Rayyan
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): Dr. Iqbal Durrani
Music Label: © T-Series
Starring: Mukesh Rishi, Mashal Durrani, Sohani Paul

Khub ho yaa khoobsurat ho
Yaa khoobtareen ho
Khub ho yaa khoobsurat ho
Yaa khoobtareen ho
Kya bataaun ki tum kaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Khub ho yaa khoobsurat ho
Yaa khoobtareen ho

Jooth hai ki pyaar yahaan
Ek baar hota hai ek baar hota hai
Jab jab dekhun main tumhein
Baar baar hota hai baar baar hota hai
Jooth hai ki pyaar yahaan
Ek baar hota hai ek baar hota hai
Jab jab dekhun main tumhein
Baar baar hota hai baar baar hota hai
Ishq ho yaa aashiqui ho
Yaa aashiqin ho
Ishq ho yaa aashiqui ho
Yaa aashiqin ho
Kya bataaun ki tum kaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Khub ho yaa khoobsurat ho
Yaa khoobtareen ho

Armaan tamanna aarzoo
Dil ki justazoo dil ki justazoo
Mere liye sab tuhi tu
Husn ki aabroo husn ki aabroo
Armaan tamanna aarzoo
Dil ki justazoo dil ki justazoo
Mere liye sab tuhi tu
Husn ki aabroo husn ki aabroo
Dilkash ho dil kashin ho
Yaa dil aafrin ho
Dilkash ho dil kashin ho
Yaa dil aafrin ho
Kya bataaun ki tum kaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Tum toh bas ghazal jaisi ho
Khub ho yaa khoobsurat ho
Yaa khoobtareen ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top