Khudgarz Mohabbat Lyrics

Khudgarz Mohabbat Lyrics Lyrics

“Khudgarz Mohabbat” Song Details:

Label: Kaur B
Singer(s): Kaur B
Lyricist(s): Narinder Batth
Music Director(s): Desi Crew
Genre(s): Sad
Music Label: © Kaur B

Sawan Ka Mahina Tha
Barish Thi Zoro Ki
Apno Ki Mehfil Mein
Sirkat Thi Auron Ki

Wo Naam Mera Aksar
Deewar Pe Likhte The
Kagaj Pe Likhte The
Akhbaar Pe Likhte The
Yahi Fark Tha Dono Mein

Hum Dil Pe Likhte The
Wo Deewar Pe Likhte The
Wo Deewar Pe Likhte The
Wo Deewar Pe Likhte The

Sawan Ka Mahina Tha
Barish Thi Zoro Ki
Apno Ki Mehfil Mein
Sirkat Thi Auron Ki


Acha Huya Chhoot Gayi
Aadat Un Baanhon Ki
Patjhad Se Mila Diya
Main Gulzar Thi Rahon Ki

Aashiq Masroof Rahein
Aawaj Bhi Na Pahunche
Maashuk Ki Aahon Ki
Maashuk Ki Aahon Ki

Sawan Ka Mahina Tha
Barish Thi Zoro Ki
Apno Ki Mehfil Mein
Sirkat Thi Auron Ki

Khudgarz Mohabbat Ka
Ek Jashn Manayenge
Tutte Dilwalon Ko
Dawat Pe Bulayenge

Wo Aaj Nahi Toh Kya
Kabhi Toh Apna Tha
Bandh Ke Chehre Se
Parda Na Hatayenge
Parda Na Hatayenge
Ehsaas Jitayenge

Sawan Ka Mahina Tha
Barish Thi Zoro Ki
Apno Ki Mehfil Mein
Sirkat Thi Auron Ki

Sawan Ka Mahina Tha
Barish Thi Zoro Ki
Apno Ki Mehfil Mein
Sirkat Thi Auron Ki.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top