“Khushiya Hazaar Le Ke” Song Details:
| Movie: | Lal Bangla |
| Singer(s): | Suman Kalyanpur, Usha Khanna |
| Lyricist(s): | Vinod Sharma |
| Composer(s): | Usha Khanna |
| Music Director(s): | Usha Khanna |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Jugal Kishore |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Prithviraj Kapoor, Shyama, Hiralal, Rachana, Sheikh Mukhtar, Jayanthi, Sujit Kumar |
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Jhume ji jhume bahaaron
Mein jhume jawani
Haan ye jawani muskuraati rahe
Gungunaati rahe zindgaani
Oye oye zindgaani muskuraati rahe
Gungunaati rahe zindgaani
Chhed jaaye koi dil ke taar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Puray hon armaan adhuraa
Na ho koi sapna aaa koi
Sapna lehra ke dil mein sama ke
Baney koi apna oye oye koi apna
Lehra ke dil mein sama ke
Baney koi apna jaise
Gulshan mein aaye bahaar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa.


