“Kisi Din Uth Gaya” Song Details:
Movie: | Jyoti Bane Jwala (1980) |
Singer(s): | Lata Mangeshkar |
Lyricist(s): | Anand Bakshi |
Composer(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Music Director(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Genre(s): | Mujra |
Director(s): | Narayana Rao Dasari |
Music Label: | © Saregama |
Starring: | Jeetendra, Moushmi Chatterjee, Waheeda Rehman, Sarika, Vinod Mehra, Kader Khan, Ashok Kumar, Satyen Kappu, Seema Deo, Sanjeev Kumar, Shreeram Lagoo, Rekha, Jairaj, Iftekhar, Pandhribhai, Pinchoo Kapoor |
Release on: | 6th June, 1980 |
Are ja kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Tune dekhi prem najariya
Tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Main to girungi ban ke bijuriya
Main to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de
Jara hone to de j
Ara hone to de barsat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Der se aana jaldi jana
Der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui yahi baat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi.