Kisi Ki Yaad Sataye Lyrics

Kisi Ki Yaad Sataye Lyrics Lyrics

“Kisi Ki Yaad Sataye” Song Details:

Album/Label: Sadma (2001)
Singer(s): Kumar Sanu
Composer(s): Jeetu, Tapan
Music Director(s): Jeetu, Tapan
Genre(s): Sad
Music Label: © Tips Music

Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Koi khayaal rulaaye, koi khayaal rulaaye
Sharaab pee lena haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Kisi bhi mod pe jab bhi ye zindagi teri
Kisi bhi mod pe jab bhi ye zindagi teri
Kisi bhi mod pe jab bhi ye zindagi teri
Tera majaak udaaye, tera majaak udaaye
Sharaab pee lena haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Har ek saher ke baadal ka ehtraam karo
Har ek saher ke baadal ka ehtraam karo
Har ek saher ke baadal ka ehtraam karo
Ghata kahin par bhi chhaye
Ghata kahin par bhi chhaye
Sharaab pee lena haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Jo zeher de tera dushman use kubul na kar
Jo zeher de tera dushman use kubul na kar
Jo zeher de tera dushman use kubul na kar
Magar sharaab peelaye
Magar sharaab peelaye
Sharaab pee lena haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Koi khayaal rulaaye, koi khayaal rulaaye
Sharaab pee lena haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top