“Kitaab E Dard Me Likha” Song Details:
| Movie: | Sultana (1934) |
| Singer(s): | Akbar Khan Peshawari |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Abdul Rashid Kardar |
| Starring: | Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan, Nawab, Athar |
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o hasarat
Se bharaa dil ka khazana hai
Kitaab e dard me li
Na ek lamhaa haa bhi jaa
Laayaa kabhi is dar e faani me
Milaa mauqaa jise mujhako
Banata wo nishana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o has
Umide mit mit gayi saari falaq
Ki ye bhi zaribi se hai
Jise apna samajhata tha hua
Wo bhi begana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Kitaab e dard me likha.


