Koi Fariyaad Lyrics

Koi Fariyaad Lyrics Lyrics

“Koi Fariyaad” Song Details:

Album/Label: Singles (2013)
Singer(s): Shrey Singhal
Lyricist(s): Shrey Singhal
Composer(s): Shrey Singhal
Music Director(s): Shrey Singhal
Genre(s): Sad
Director(s): Gifty
Starring: Shrey Singhal
Release on: 24th January, 2014

Tere bina hai jeena
Bada mushkil
Khwaab mere hai
Kitne adhoore
Phir bhi mere hai sitam

Koi fariyaad dil ki ye baat
Kaise kahoon
Gham ki saugaat
Ishq tera dhoondoon sadaa
Pyaar ne bas di na panaah
O o oo  o o oo

Tu mujhe mill jaaye hum
Kabhi na reh paaye
Pyaar mein ishq
Mein reh na paaye
Tu mujhe mill jaaye
Hum kabhi na reh paaye
Pyaar mein ishq
Mein reh na paaye
O o oo

Tere bina hai jeena gawaara
Jeena bada mushkil
Ishq ne tere roz rulaaya
Hai ye raza mushkil
Ishq ibaadat saari takeedein
Lagne lagi manjar
Khwaab mere hai
Kitne adhoore
Phir bhi mere hai sitam
Wo o o wo o o.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top