Koi Naheen Lyrics

Koi Naheen Lyrics Lyrics

“Koi Naheen” Song Details:

Album/Label: Rangeen (2005)
Singer(s): Sajjad Ali
Genre(s): Sad

Ek gham ke siwa is duniya main
Ab aur hamara koi naheen
Tab dil ke saharay the kya kya
Ab dil ka sahara koi naheen
Ek gham ke siwa is duniya main

Is dil ki kashti maujon main
Doobay gi phir doobay gi
Nadiya hai kinara koi naheen
Toofan hai sahara koi naheen
Ek gham ke siwa is duniya main

Raat andheri gham ke saaye
Raat andheri gham ke saaye
Kale badal tez hawa
Ek andhera chhaya hai
Aur chaand sitara koi naheen
Ek gham ke siwa is duniya main

Dil raakh howa barbaad howay
Aur aag lagi deewaron main
Is ghar main akelay baithay hain
Aur saath tumhara koi naheen
Ek gham ke siwa is duniya main
Ab aur hamara koi naheen
Tab dil ke saharay the kya kya
Ab dil ka sahara koi naheen
Ek gham ke siwa is duniya main.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top