Koyaliya Gati Hain Lyrics

Koyaliya Gati Hain Lyrics Lyrics

“Koyaliya Gati Hain” Song Details:

Movie: Jungle Love (1990)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): V. Menon
Music Label: © T-Series
Starring: Rocky, Kirti Singh, Goga Kapoor
Release on: 12th July, 1990

Koyaliyaa gaati hain
Paayaliyaa chhanakaati hain
Koyaliyaa gaati hain paayaliyaa
Chhanakaati hain
Sard havaa jab aati hain
Sui chubhaa ke jaati hain
Nadiyaa ke paani ne chhuaa
Kaise bataau kyaa huaa
Koyaliyaa gaati hain paayaliyaa
Chhanakaati hain
Sard havaa jab aati hain
Sui chubhaa ke jaati hain
Nadiyaa ke paani ne chhuaa
Kaise bataau kyaa huaa
Koyaliyaa gaati hain

Mithaa mithaa dard hain
Mithi mithi pyaas hai
Chadhati javaani kaa
Pehla ehasaas hain
Mithaa mithaa dard hain
Mithi mithi pyaas hai
Chadhati javaani kaa
Pehla ehasaas hain
Baaho mein samet lu
Mahaki bahaar ko
Dil kahe rok lu
Nadiyaa ki dhaar ko
Dolo tum balakhaao
Bin karan laharaao
Nadiyaa ke paani ne
Chhuaa kaise
Bataau kyaa huaa
Koyaliyaa gaati hain

Thadi thadi aag hain
Bhigaa bhigaa ag hain
Dase tanhaaiyaa
Koi nahi sag hain
Thadi thadi aag hain
Bhigaa bhigaa ag hain
Dase tanhaaiyaa
Koi nahi sag hain
Saanse hai dhuaan dhuaan
Jalataa hai man meraa
Lehraon ke bitch main
Sulage badan mera
Rah rah ke ghabaraau
Jal mein na jal jaau
Nadiyaa ke paani ne kaise
Batau kyaa huvaa
Koyaliyaa gaati hain
Paayaliyaa chhanakaati hain
Sard havaa jab aati hain
Sui chubhaa ke jaati hain
Nadiyaa ke paani ne
Chhuaa kaise bataau kyaa huaa
Koyaliyaa gaati hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top