Koyi Darwaze Talak Lyrics

Koyi Darwaze Talak Lyrics Lyrics

“Koyi Darwaze Talak” Song Details:

Album/Label: Aman
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Zafar Gorakhpuri
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas
Release on: 1st January, 1994

Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain
Aur dabe paaon palat jaaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain
Aur dabe paaon palat jaaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain

Aadami koan se haalat se
Do chaar huaa
Aadami koan se haalat se
Do chaar huaa
Aadami koan se haalat se
Do chaar huaa
Apne saaye se bhi ghabharaye
Ye kissa kyaa hain
Apne saaye se bhi ghabharaye
Ye kissa kyaa hain
Aur dabe paaon palat jaaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain

Tumse doori to behar haal
Qayamat thi magar
Tumse doori to behar haal
Qayamat thi magar
Tumse doori to behar haal
Qayamat thi magar
Tumse milkar bhi na chain aaye
Ye kissa kyaa hain
Tumse milkar bhi na chain aaye
Ye kissa kyaa hain
Aur dabe paaon palat jaaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain

Aye zafar roj mohabbat ka
Koi katal karein
Aye zafar roj mohabbat ka
Koi katal karein
Aye zafar roj mohabbat ka
Koi katal karein
Aur gunehgaar na kehlaaye
Ye kissa kyaa hain
Aur gunehgaar na kehlaaye
Ye kissa kyaa hain
Aur dabe paaon palat jaaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain
Koyi darwaze talak aaye
Ye kissa kyaa hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top