Kuchh To Hum Jankar Ke Bhule Hain Lyrics

Kuchh To Hum Jankar Ke Bhule Hain Lyrics Lyrics

“Kuchh To Hum Jankar Ke Bhule Hain” Song Details:

Album/Label: Anokha
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Kuchh to hum jankar ke bhule hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain
Jise darte rahein the hum barso
Aaj phir tera khayaal aaya hain
Kuchh to hum jankar ke bhule hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain

Woh mile humse dil se dil bhi milla
Hum ye samjhe ke mil gaya hain silla
Na hasin zindagi ka har pehalu
Humne kaisa fareb khaya hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain
Kuchh to hum jankar ke bhule hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain

Chahkar ke bhii tumko paa na sake
Itana roye ke muskurana sake
Apne khwabo ki hasi duniya mein
Tujh ko khoya hain tujhko paaya hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain
Kuchh to hum jankar ke bhule hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain
Jise darte rahein the hum barso
Aaj phir tera khayaal aaya hain
Kuchh to hum jankar ke bhule hain
Aur kuchh tum ne khud bhulaya hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top