“Kuchh To Karo Yun Na Tum Daro” Song Details:
| Movie: | Haveli |
| Singer(s): | Sharon Prabhakar |
| Lyricist(s): | Amit Kumar |
| Composer(s): | Bappi Lahiri |
| Music Director(s): | Bappi Lahiri |
| Genre(s): | Love, Romantic |
| Director(s): | Keshu Ramsay |
| Starring: | Rakesh Roshan, Reema Kapadia, Marc Zuber, Mazhar Khan, Rajendra Nath, Pinchoo Kapoor, Sujit Kumar, Bob Christo, Javed Khan, Mushtaq Khan, Kishore Kapoor, Geeta Khanna, Viju Khote, Sudhir, Ajay Sahani, Mushtaq Merchant, Narendra Nath, Mac Mohan |
Aah
Kuchh to karo
Yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan
Kuchh to karo
Yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan
Aah
Tujhko aise fhasaungi aaj
Zulfo ke jaal mein sanam
Bach ke na jaayega tu
Ho chahe kitna bhi dum
Tujhko aise fhasaungi aaj
Zulfo ke jaal mein sanam
Bach ke na jaayega tu
Ho chahe kitna bhi dum
Kuchh to karo yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan
Kuchh to karo yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan
Aah
Tujhko haan main dikhungi aaj
Taki rahe na bharam
Dil mein basungi main yun
Bhoole na saato janam
Tujhko haan main dikhungi aaj
Taki rahe na bharam
Dil mein basungi main yun
Bhoole na saato janam
Kuchh to karo yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan
Kuchh to karo yun na tum daro
Aaj jal raha mera badan.


