Kya Chain Se Baithe Hai Lyrics

Kya Chain Se Baithe Hai Lyrics Lyrics

“Kya Chain Se Baithe Hai” Song Details:

Movie: Mehmaan
Singer(s): Rajkumari Dubey
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Khemchand Prakash
Music Director(s): Khemchand Prakash
Genre(s): Playful
Director(s): Chaturbhuj Doshi
Music Label: © Saregama
Starring: Madhuri, Ishwarlal, Shamim, Mubarak, Bhagwandas, Ramashukal

Kya chain se baithe hai
Bechain mujhe kar ke
Kya chain se baithe hai
Bechain mujhe kar ke
Kurban main ho jau
Dekho jo nazar bhar ke
Kurban main ho jau
Dekho jo nazar bhar ke
Kya chain se baithe hai
Bechain mujhe kar ke

Kar do agar zamana hai
Aisa teri ulfat ko
Kar do agar zamana hai
Aisa teri ulfat ko
Ham aah bhi barte hai
Sach kehte hai darr darr ke
Ham aah bhi barte hai
Sach kehte hai darr darr ke

Ek hath jigar pe hai
Ek dil ko sambhale hai
Ek hath jigar pe hai
Ek dil ko sambhale hai
Ham teri mohabbat mein
Jeete bhi hai mar mar ke
Ham teri mohabbat mein.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top