Kya Peela Diya Lyrics

Kya Peela Diya Lyrics Lyrics

“Kya Peela Diya” Song Details:

Movie: Sau Saal Beet Gaye (1970)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Indeevar
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © Saregama

Kya peela diya mujhe tune kya peela diya
Kya peela diya mujhe tune kya peela diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara

Laaz thi aankhon mein aaj hai masti
Jhum uthi re dil ki basti
Laaz thi aankhon mein aaj hai masti
Jhum uthi re dil ki basti
Yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya
Yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara

O jasuli o lachhuli o baruli o saruli
Din ko bhi sapne dekhe akhiya
Bhar gayi mere tan mein bijliya
Din ko bhi sapne dekhe akhiya
Bhar gayi mere tan mein bijliya
Deke sahara mujhe tune dagmaga diya
Deke sahara mujhe tune dagmaga diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara na ji na

Hoth jal gaye pyas wo bhari
Peeke bhi sagar aag na bujhi
Hoth jal gaye pyas wo bhari
Peeke bhi sagar aag na bujhi
Sholo se yu khelna mujhe kyo sikha diya
Kya peela diya mujhe tune kya peela diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top