“Kya Se Kya Ho Gaya” Song Details:
| Movie: | Lal Batti (1957) |
| Singer(s): | Nirmal Chaudhary |
| Lyricist(s): | Majrooh Sultanpuri |
| Composer(s): | Salil Chowdhury |
| Music Director(s): | Salil Chowdhury |
| Genre(s): | Masti |
| Director(s): | Krishan Chopra, Balraj Sahni |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Balraj Sahni, Mala Sinha, Sulochana, Rashid, Shashikala, Jawahar Kaul, Baij Sharma |
Kya se kya ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re
Sadiyo ki matwali
Jage todke zanzire
Haye re todke sari zanzire
Balak ke dil wale
Jage badal ke takdire
Sadiyo ki matwali
Jage todke zanzire
Haye re todke sari zanzire
Balak ke dil wale
Jage badal ke takdire
Lekin ye kya dil me
Aayi hamba hamba
Koi kanta bo gaya allah re allah
Koi kanta bo gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re allah
Koi kar do bate lekin
Dil nahi bach sakta
Haye re dil nahi bach sakta
Dharti to na badlegi
Jo badal gaya rasta
Koi kar do bate lekin
Dil nahi bach sakta
Haye re to dil nahi bach sakta
Dharti to na badlegi
Jo badal gaya rasta
Ujiyara ho gaya allah re allah
Ujiyara ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re allah
Kya se kya ho gaya allah re.


