Kya Wajah Thi Tere Jaaney Ki Lyrics

Kya Wajah Thi Tere Jaaney Ki Lyrics Lyrics

“Kya Wajah Thi Tere Jaaney Ki” Song Details:

Movie: 5 Ghantey Mien 5 Crore (2012)
Singer(s): Bandana Sharma, Javed Ali
Lyricist(s): Hasan Amin
Composer(s): Tony Kakkar
Music Director(s): Tony Kakkar
Genre(s): Sad
Director(s): Faisal Saif
Music Label: © Worldwide Records
Starring: Meera, Abhishek Kumar, Kavita Radheshyam
Release on: 20th April, 2012

Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Aayee hai hawayein

Tujhe hai bulayein
Yaad bulayein..

Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki…

Yaad jo aaye tujhe hai bulayein
Kuch na khabar hai tere aane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Saiyyaaannn
Aie saiyaaaaaan
Saiyyaaannn…

Kitne mausam gujre hai
Hum yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Kitne mausam gujre hai
Hum yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Haaaan de de sahara
Bas ek nazara
Kab tak yun tadpayega
Kya wajah thi pyaar jatane ki
Phir laut ke na aane ki…


Hmmm itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jayenge
Itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan…

Nahi jeena mar jayenge
Socho kya hoga hamara
Dil ne hai pukara
Bin tere nahin jee payenge
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki…

Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top