Kyon Chhoda Tumne Saath Lyrics

Kyon Chhoda Tumne Saath Lyrics Lyrics

“Kyon Chhoda Tumne Saath” Song Details:

Album/Label: Kashish (1988)
Singer(s): Asha Bhosle
Composer(s): Nazar Hussain
Music Director(s): Nazar Hussain
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama
Starring: Asha Bhosle
Release on: 4th April, 1988

Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do…
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do…..

Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Ab kyun nahi hain
Tumko gavaara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….

Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Badla hai kaise rang tumhara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne saath
Hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….

Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Hum jaisa koi aur
Dobara jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath…..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top