“Laakhon Ki Hai Baat (Title Track)” Song Details:
| Movie: | Lakhon Ki Baat (1984) |
| Singer(s): | Alka Yagnik, Shakti Thakur |
| Lyricist(s): | Yogesh Gaud |
| Composer(s): | Manas Mukherjee |
| Music Director(s): | Manas Mukherjee |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Basu Chatterjee |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Sanjeev Kumar, Farooq Shaikh, Anita Raj, Anjali Sen, Utpal Dutt, Pinchoo Kapoor, Dinesh Hingoo, Subbiraj, Javed Khan, Raj Bharti, Monto, Subroto Mahapatra, Kedar Sehgal, Bhagwan Sinha, Nirmal Kumar |
| Release on: | 6th July, 1984 |
Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re
Noto ki pal mein hui barsaat
Do chaar dus ki nahi
Laakhon ki hai baat
Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re
Kismat khul gyai re
Maine jo dekha tha sapna suhan
Mere hi geeto ko sunega zamana
Aawaz gunjegi jab yeh meri
Gahr to yeh jhoomega hoke deewana
Deewana deewana
Maine jo dekha tha sapna suhan
Main sur ki malika hoon geeto ki rani
Albele raago ki hoon zindagani
Main sur ki malika hoon geeto ki rani
Albele raago ki hoon zindagani
Maine jalaye gaakar diye
Maine bin badal barsaya paani
Main sur ki malika hun geeto ki rani
Suhana din aaya hai aaha
Jo khushiya laya hai aaha
Suhana din aaya hai aaha
Jo khushiya laya hai aaha
Meri hi taqdeero ne
Yeh jalwa dikhaya hai
Noto ki pal mein hui barsaat
Do chaar dus ki nahi
Laakhon ki hai baat
Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re.


