Ladka Mamuli Sa (Title) Lyrics

Ladka Mamuli Sa (Title) Lyrics Lyrics

“Ladka Mamuli Sa (Title)” Song Details:

Album/Label: Ladka Mamuli Sa (2019)
Singer(s): Shyamoli Sanghi
Lyricist(s): Irshad Kamil
Composer(s): Ravi Singhal
Music Director(s): Ravi Singhal
Genre(s): Love, Motivational
Director(s): Gautam G Sharma
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Shyamoli Sanghi
Release on: 18th November, 2019

Na khwaab tha, woh na khoob tha
Woh khas bhi toh nahi
Dekha jise maine bewajah
Kyu kho gaya hai kahin

Jaise khuda ki ho gazal
Jaise wafa ki ho pehal
woh chaav jaisa
hoga woh jaisa
Ladka Mamuli sa dar-asal
Saawara baawara gaanwara sa…

Suffi kalaamon sa
Beparwah tha woh
Ankhon se ankhon ka sajda huwa toh
Jaanu na chaahun kya bheegi si hawan
Mein Kya…
Khwabo mein hai baaki si joh dil mien hai…
Na rangeen na rangi yaado kie irradoon se joh
Yunhi behki-behki jhoome hai

Joh tha sa laga
Aisa so jaisa ho..
Aabhaas jaisa ho
Ladka maomooli sa har jagah…

woh chaav jaisa
hoga woh jaisa
Ladka mamuli sa dar-asal


Mere khayalo ka dee udane woh
Jaane le jata hai kahan
Uske hawaale hain
Uske hawaale hain
Mere toh dono yeh jahaan….

Befikar…befikar duniya se jamane se main
Apni dhun apni din le jayega who mujhko
Khud ki khudko har par kehti hoon….

Maine toh usika
Woh meri baato ka sar
Joh mera saya ho
Joh sang aya ho
Ladka mamul sa humsafar…
woh chaav jaisa
hoga woh jaisa
Ladka Mamuli Sa humsafar.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top