“Lakhon Diwane” Song Details:
| Movie: | Pyaar Mein Kabhi Kabhi… |
| Singer(s): | Krishnakumar Kunnath (K.K) |
| Lyricist(s): | Raj Kaushal, Vishal Dadlani |
| Composer(s): | Purna Das Baul Samrat, Shiraz Mehra, Vishal Dadlani |
| Music Director(s): | Purna Das Baul Samrat, Shiraz Mehra, Vishal Dadlani |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Raj Kaushal |
| Music Label: | © Sony Music |
| Starring: | Dino Morea, Rinke Khanna |
| Release on: | 25th June, 1999 |
Lakhon diwane ho mere
Jeb mein ho duniya saari
Aankh mein sapna, bas janoon
Aur dil mein hai ek chingaari
Mujhko hai yakeen
Main kuch kar dikhaoonga
Duniya ke haseenoon ka
Main dil churaoonga
Sapnoon mein dekhengey mujhe
Khwabon mein payengey mujhe
Neendein saari duniya ki
Main udaoonga
Lakhon diwane ho mere
Jeb mein ho duniya saari
Haa aankh mein sapna, bas janoon
Aur dil mein hai ek chingaari
Mujhko hai yakeen
Main kuch kar dikhaoonga
Duniya ke haseenoon ka
Main dil churaoonga
Sapnoon mein dekhengey mujhe
Khwabon mein payengey mujhe
Neendein saari duniya ki
Main udaoonga
Hum jawan hain
Hum haseen hain
Humko khudpar hi yakeen hai
Hum jawan hain
Hum haseen hain
Humko khudpar hi yakeen hai..


