“Laut Aana” Song Details:
| Album/Label: | Turning Point (2009) |
| Singer(s): | Omer Nadeem |
| Release on: | 20th July, 2009 |
Kahan ho tum
Tum bin akele hain
Mann mein woh baat
Kyun samete hain
Yeh mann agar seh payi toh
Yeh ankhein jab bhar jayeen toh
Laut aana
Yeh yadein yaad aayi toh
Laut aana
Yeh yadein yaad aayi toh.


