Le Le Babu Nariyal Paani Lyrics

Le Le Babu Nariyal Paani Lyrics Lyrics

“Le Le Babu Nariyal Paani” Song Details:

Movie: Roti Kee Keemat (1990)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Dance
Director(s): Ramesh Ahuja
Music Label: © T-Series
Starring: Somesh Agarwal, Sadashiv Amrapurkar, Rana Jung Bahadur, Bunty, Mithun Chakraborty,Bob Christo, Darshan, Gulshan Grover, Dinesh Hingoo, Manik Irani, Puneet Issar, Jugnu, Kimi Katkar, Viju Khote, Anjana Mumtaz, Pran, Jagdish Raj, Gurbachchan Singh, Raj Tilak
Release on: 26th October, 1990

Ho le le babu
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani
Saari zindagi na jaayegi teri jawaani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani
Saari zindagi na jaayegi teri jawaani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani

Shola bhi hoon bijali bhi hoon
Chahun to aag laga doon
Ras ki bhari ek badali bhi hoon
Chaun to pyaas bujha doon
Shola bhi hoon bijali bhi hoon
Chahun to aag laga doon
Ras ki bhari ek badali bhi hoon
Chaun to pyaas bujha doon
Kisi kuye mein kisi nadi mein
Nahi hain aisa paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Saari zindagi na jaayegi teri jawaani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani

Nariyal hoon upar se kadak hoon
Komal andar andar
Teekhe teekhe bol magar dil
Chahat ka hain samandar
Nariyal hoon upar se kadak hoon
Komal andar andar
Teekhe teekhe bol magar dil
Chahat ka hain samandar
Are dub ke dekha jara iss
Mil jaaye nayi zindagani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani
Saari zindagi na jaayegi teri jawaani
Ho le le babu yeh nariyal paani
Ho peele raaja yeh nariyal paani
Ho peele mera yeh nariyal paani.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top