“Lut Gaya Din Raat Ka Aaram Kyu” Song Details:
| Movie: | Lekh (1949) |
| Singer(s): | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
| Lyricist(s): | Qamar Jalalabadi |
| Composer(s): | Krishna Dayal |
| Music Director(s): | Krishna Dayal |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | G. Rakesh |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Motilal, Suraiya, Sitara, Cuckoo, Ishu, Anand Pal, Jagirdar |
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Aye mohabbat tera ye anjaam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Humne mangi thi
Mohabbat ki sharaab
Humne mangi thi
Mohabbat ki sharaab
Layi kismat aasooon ka jaam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Dil samjhta hai ke tu hai bewafa
Dil samjhta hai ke tu hai bewafa
Aa raha hai laab pe tera naam kyun
Aa raha hai laab pe tera naam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun.


